Showing posts with label Force. Show all posts
Showing posts with label Force. Show all posts

Force Dil Ki Hai Tamanna Video Lyrics Mp3

Force-Dil ki hai Tamanna Video, Dil Ki hai Tamanna Mp3, Dil ki hai Tamanna Lyrics

Dil Ki Hai Tamanna is a new bollywood song from the movie Force starring John Abraham, Genelia d'souza. Dil ki hai tamanna song is sung by Vijay Prakash, Shalini Singh, Neha Bhasin. We're posting Force-Dil Ki Hai tamanna Video, Dil ki hai Tamanna Mp3 Download and Dil ki hai tamanna lyrics.

Dil Ki Hai Tamanna Video from the Movie Force

Dil Ki Hai Tamanna Lyrics

Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na
Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani
Arrey ho na kyun hairaani
Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani

Hum jab mil gaye hain, phir kyun yeh faasle
Paas aake bhi hum kuch door se hain
Kyun jijke se hain dono
Kyun pitke se hain dono
Kya jaane hum kyun yun majboor se hain

Mere aankhon mein sitaare hain
Sharmeelay se ishaare hain
Inko zara toh dekho tum, inko toh samjho

Kyun ho gayi ho sharmeeli, jo hai baat dil ki rangeeli
Yeh sharm-warm tum chhodo, hum se toh keh do
Jo dhadkan mein, saanson mein, ik raaz hai chhupa
Aa duniya se keh de hum, mere saathiya

Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na
Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani
Arrey ho na kyun hairaani
Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani

Jab do dilon ka kehna hai, ab saath humko rehna hai
Jab dono dil dhadkte hain, toh kya hai mushkil
Bas itni si shikaayat hai, chup rehne ki jo aadat hai
Chhodo kabhi toh tum keh do, jo kehta hai dil

Jo dhadkan mein, saanson mein, ik raaz hai chhupa
Aa duniya se keh de hum, mere saathiya

Na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera bann na
Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani
Arrey ho na kyun hairaani
Jo pyaas hai kyun peetay nahin paani

Hum jab mil gaye hain, phir kyun yeh faasle
Paas aake bhi hum kuch door se hain
Kyun jijke se hain dono
Kyun pitke se hain dono
Kya jaane hum kyun yun majboor se hain

Tag: Dil Ki Hai Tamanna Video, Dil Ki Hai Tamanna Mp3 Download, Dil ki hai tamanna Lyrics

Force-Khwabon Khwabon video mp3 Lyrics Download

Force-Khwabon Khwabon HD Video Full Song download, Khwabon Khwabon Free Mp3 Download, Force Khwabon Khwabon Lyrics

John Abraham & Genelia Dsouza latest upcoming movie Force first song Khwabon Khwabon has been live now internet, Force is an action movie releasing in 2011 only. Force Movie Trailer is eye catching.

Force-Khwabon Khwabon Full HD Music Video Ft. John Abraham - Genelia Dsouza

Force-Khwabon Khwabon Lyrics

Omaha ziya..
Wahi yala
Wahi yala
Ziya newa sahiya
Khwabon Khwabon
Jaage soye
Khoye khoye
Hum hai jaise yahan
Raho raho
Dundle dundle
Halke halke
Hosh ke hai nisha
Tum hum safar ho toh
Sub hai jaise haseen
Chand se zyada hai
Jagmati zameen
Pyaar mein dhoobi si
Lagti hai har disha..

Khwabon Khwabon
Jaage soye
Khoye khoye
Hum hai jaise yahan
Raho raho
Dundle dundle
Halke halke
Hosh ke hai nisha
Kya kron mein bayan
Ladkhadaye zaba
Omaha ziya
Wahi yala
Wahi yala
Ziya newa sahiya
Oo..owo… yeyiyeyo yeyiyeyo aa..ye..ho..

John Abraham-Force-New Movie-Trailer

Force -Trailer (2011) Ft. John Abraham & Genelia Dsouza

John Abraham New Movie FORCE is about to release in coming next Month, Genelia Dsouza has been cast opposite to John. Force is a remake of surya's tamil movie KAAKA KAAKA. After a long time John is coming up with an action pack movie. TRAILER of this movie has been out now. We've Bring a exclusive Trailer of John New Movie FORCE.

John-Force Movie Trailer(First Look)

Force trailer is good, hope movie will rock the box office. As the Force mp3 songs and Force Music Video will be out we'll upload on our site.

ShareThis

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...