Gali Gali Chor Hai Chhanno ft. Veena Malik song lyrics video mp3 download

Gali Gali Chor Hai Chhanno song video lyrics and Mp3 download

Chhanno is a new item song ft. Veena Malik from the movie Gali Gali Chor Hai. The song Chhanno song has been sung by Mamta Sharma and Music has been directed by Anu Malik. The Star cast of Gali Gali Chor Hai is as follows Akshaye Khanna, Shriya Saran, Mughda Godse, Satish Kaushik, Others. The release date of Gali Gali Chor hai is February 3rd 2012. We're posting here Gali Gali Chor Hai Chhanno song Lyrics, Chhanno song video and Channo song Mp3 download.

Gali Gali Chor Hai Chhanno song music video




Gali Gali Chor Hai Chhanno song lyrics

Hey Channo....channo.....

Hey chhanno! saali atom bomb
Hey Channo! kare dil ding-dong
Channo ki aankhein bijli bijli
Channo ki kamariya patli patli
Haath naa aaye saali titli titli
Desi ghee ye asali asli
Hey Channo... hey Channo..

Mehangi hui hain angdaai
Mehangi hui hain angdaai
Jabse channo hai khidki pe aayi (x2)

Launde sadak ke phogat mein denkhein
Channo ki aanch se aankhein ye sekein
Channo ki aanch se aankhein ye sekein

Thulle ne..... Thulle ne...
Thulle ne kar di kutaai
Jab se channo hai khidki pe aayi
Mehangi huey hain angdaai
Jab se channo hai khidki pe aayi

Channo hai angaara, angeethi sulga lo
Channo hai rabdi, tum ungli se chatwa lo
haay haay haaye
Channo hai angaara, angeethi sulga lo
Channo hai rabdi, tum ungli se chatwa lo

Chhano ke chalne mein rukne mein chatka tha
Halwa hai besan ke laddu pe atka tha

Doodh se dooodh se
Doodh se udd gayi malaai
Jab se chhanno hai khidki pe aayi
Mehangi huey hain angdaai
Jab se chhanno hai khidki pe aayi

Hey channo
Kuch aisi hai khaas
Aankhon se peela de bann jaaun tera daas
UP mein lafda channo se chhanno se
MP mein danga channo se chhanno se
Jeena hua haraam
Ho jaaye chakka jaam
Hey channo

oh yeah!
oh yes!
Channo ki choli mein bum atom bum hai
Channo heroine se bolo kya kam hai [x2]

Sallu ke dolo pe channo ye marti hai
Aamir ki pappi ke liye wish karti hai
Khud malamaal hai par maal ki deewani hai
Khud malamaal hai par maal ki deewani hai
Channo ko padh lo mobin kahaani hai

Bichhne lagi.... Bichhne lagi
Bichhne lagi kyu chataai
Jab se chhanno hai khidki pe aayi
Mehangi huey hain angdaai
Jab se chhanno hai khidki pe aayi

Launde sadak ke phogat mein dekhe
Channo ki aanch se aankhein ye sekhe
Channo ki aanch se aankhein ye sekhe

Thulle ne..... Thulle ne
Thulle ne kar di kutaai
Jab se channo hai khidki pe aayi
Doodh se udd gayi malaai
Jab se channo hai khidki pe aayi
Bichhne lagi kyu chataai
Jab se chhanno hai khidki pe aayi
Bhool gaye tailor silaai
Jab se chhanno hai khidki pe aayi
Mehangi hui ye angdaai
Jab se channo hai khidki pe aayi

ShareThis

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...